Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShabana Azmi
HomeShabana Azmi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mero gaam ka tha baare jahan dhoodh ki nadiyaan baahen jahaan koyal tohko gaayen maahre ghar angnaa na bhulo na mero gaam ka tha baare jahan dhoodh ki nadiyaan baahen jahaan koyal tohko gaayen maahre ghar angnaa na bhulo na hey maahre ghar angnaa na bhulo na main to dekhu thari vaat dina beete naahi raat kone kahun dil ni baat main to thaaki reeeee na main gayiyaan dhowaa jaaun na main paani bharwaa jaaun na main sukh chain paaun maahre ghar angnaa na bhulo na mero gaam ka tha baare jahan dhoodh ki nadiyaan baahen jahaan koyal tohko gaayen maahre ghar angnaa na bhulo na hey maahre ghar angnaa na bhulo na tame aa raya maahre gaam ab to chhodo naahi shaam ab to chhodo naahi shaam suno suno mone laage maahra man ne thes waaghe maahra gaan ho maahra gaan maahra gaam ab to chhodi jaayiyo na fari aavo maahre gaam o pardesiya o pardesiya o pardesiya mero gaam ka tha baare jahan dhoodh ki nadiyaan baahen jahaan koyal tohko gaayen maahre ghar angnaa na bhulo na hey maahre
mitwaa mitwaa mitwaa mitwa mann mitwa mann mitwaa aa jaa re aa jaa re aa jaa re mitwa mitwa more mann mitwa aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re mitwa mitwa more mann mitwa aa jaa re aa jaa re aa jaa re raat ke mukh par chaand ka teeka tujh bin laage pheeka pheeka hooooo ooooo mitwa raat ke mukh par chaand ka teeka tujh bin laage pheeka pheeka mitwa aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa mitwa aa jaa tujhko pukaare pyaar kisi ka aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re mitwa mitwa more mann mitwa aa jaa re aa jaa re aa jaa re ik pal rok naa paaye aansoon kyun itne barsaaye aansoon ik pal rok naa paaye aansoon kyun itne barsaaye aansoon kyun itne barsaaye aansoon koi naa jaane dukh badli ka koi naa jaane dukh badli ka ooooo mitwa tujhko pukaare pyaar kisi ka aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re mitwa mitwa more mann mitwa aa jaa re aa jaa re aa jaa re
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa pal bhar mein ye kya ho gaya wo main gayi wo mann gaya chunari kahe sunn ri pawan saawan laaya ab ke sajan din bhar mujhe yun sataaye unn bin ab to raha nahin jaaye unn bin ab to raha nahin jaaye pal bhar mein ye kya ho gaya wo main gayi wo mann gaya chunari kahe sunn ri pawan saawan laaya ab ke sajan din bhar mujhe yun sataaye unn bin ab to raha nahin jaaye unn bin ab to raha nahin jaaye aashaa ki chhoti si naiyaa le ke chali purwaiyaa dole dole jhumka bole chupke se ye bhed khole aaj aayega aaj aayega pyaar se tum bulaana pal bhar mein ye kya ho gaya wo main gayi wo mann gaya chunari kahe sunn ri pawan saawan laaya ab ke sajan din bhar mujhe yun sataaye unn bin ab to raha nahin jaaye unn bin ab to raha nahin jaaye aayin bahaaren simat ke kehne lagi wo lipat ke chori chori chalo gori thaame huye baiyaan mori mil jaayega mil jaayega tumko wahi deewana pal bhar mein ye kya ho gaya wo main gayi wo mann gaya chunari kahe
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi raah ne paas bulaaya hoooo oooo oooo oooo phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya lab pe aata nahin tha naam unka lab pe aata nahin tha naam unka aaj aaya to baar baar aaya bewajah beqaraar rehte the bewajah aaj phir qaraar aaya hoooo oooo oooo oooo phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya hum to bhule huye the dil ko magar hum to bhule huye the dil ko magar dil ne kyun aaj humko yaad kiya kyun kuredaa puraana zakhm usne kyun kisi bhule ghum ko yaad kiya hoooo oooo oooo oooo phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi raah ne paas bulaaya
phir se aaiyo badra bidesi tere pankhon pe moti jadungi bhar ke jaaiyo humari talaiyaa main talaiyaa kinaare milungi tujhe mere kaale kamli waale ki saun ho tujhe mere kaale kamli waale ki saun phir se aaiyo badra bidesi tere pankhon pe moti jadungi tere jaane ki rutt main jaanti hoon mud ke aane ki reet hai ke nahin hooo oooooo kaali dargaah se poochhongi jaa ke tere mann mein bhi peed hai ke nahin kachi puliyaa se ho ke gujariyo kachi puliyaa kinaare milungi phir se aaiyo badra bidesi tere pankhon pe moti jadungi tujhe mere kaale kamli waale ki saun ho tujhe mere kaale kamli waale ki saun tu jo ruk jaaye meri atariyaa main atariyaa pe jhaal lagaa doon daalun chaar taabeez gale mein apne kaajal se bindiyaa laga doon chhoo ke jaaiyo humari bagichi main peepal ke aade milungi phir se aaiyo badra bidesi tere pankhon pe moti jadungi tujhe mere kaale kamli waale ki saun ho tujhe mere kaale kamli waale ki saun
piya baaj pyaala peeya jaaye na piya baaj pyaala peeya jaaye na piya baaj ek din jiya jaaye na jiya jaaye na jiya jaaye na kitni piya bin saburi karoon kitni piya bin saburi karoon kiya jaaye amma kiya jaaye na piya baaj ek din jiya jaaye na jiya jaaye na jiya jaaye na qutub shaah na de mujhe deewane ko pand qutub shaah na de mujhe deewane ko pand deewane ko kuchh pand diya jaaye na piya baaj ek din jiya jaaye na jiya jaaye na jiya jaaye na jiya jaaye na
pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote lage rahe aur bhare rahenge pyaar bhare ye mele hoooo oooo ooooo pyaar bhare ye mele khushiyon ka jhula jhulenge bhai behan albele hoooo oooo ooooo bhai behan albele sunn le daata inka naata janam janam naa chhute dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote jag mag jag mag aaye deewali lachhmi dhan barsaaye hoooo oooo ooooo lachhmi dhan barsaaye rang birenge dhaage le kar raakhi ka din aaye hoooo oooo ooooo raakhi ka din aaye inn dhaago ka rang ho gehra chhute se naa chhute dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote
hoo raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale watan hoo hum to safar karte hain raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale watan hooo hum to safar karte hain hoo jal gaye jo dhoop mein to saayaa ho gaye jal gaye jo dhoop mein to saayaa ho gaye aasmaan kaa koi konaa thoda so gaye jo guzar jaati hai bas hooo us pe guzar karte hain raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale watan hooo hum to safar karte hain hoo udte pairon ke tale jab behti hai zameen udte pairon ke tale jab behti hai zameen mud ke humne koi manzil dekhee hi nahin raat din raahon pe hum hooo shaam o saher karte hain raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale watan hooo hum to safar karte hain aise ujde aashiyaane inke udd gaye hooo aise ujde aashiyaane inke udd gaye bastiyon tak aate aate rastey mud gaye hum thahar jaaye jahaan hooo us ko shahar karte hai raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale
hoo pag pag thokar khaun chal na paun kaise aaun main ghar tere pag pag thokar khaun chal na paun kaise aaun main ghar tere haath pakad le haath badha de apne mandir tak pahuncha de haath pakad le haath badha de apne mandir tak pahuncha de sir pe dukh ki raina naahin chaina pyaase naina darshan ke jag mein jiska naam hai jeewan ek yudh hai sangraam hai jeewan jag mein jiska naam hai jeewan ek yudh hai sangraam hai jeewan tera naam pukaara dukh ka maara maa main haara is jeewan se tere dwaare jo bhi aaya usne jo maanga wo paaya tere dwaare jo bhi aaya usne jo maanga wo paaya main bhi tera sawaali shakti shaali sheron waali maa jagdambe pag pag thokar khaun chal na paun kaise aaun main ghar tere
sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya neeli nadi ke pare geela sa chaand khil gaya sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin tere siwaa koi na thaa tere siwaa koi nahin sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya ooooooooooo aaaaaaaaaaaa jaane kahan kaise shehar leke chala ye dil mujhe jaane kahan kaise shehar leke chala ye dil mujhe tere bageir din na jala tere bageir shabh na bhujhe sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya jitne bhi tay karte gaye badhte gaye ye faasalen jitne bhi tay karte gaye badhte gaye ye faasalen millon se din chhod aaye saalo se raat le ke chalen sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya neeli nadi ke pare geela sa chaand khil gaya la la la laaaa la la laaaaa la la la laaaa la la laaaaaaaa
mit gayin hazaaron jawaniyaan mit gayin hazaaron jawaniyaan deni padin jinhen qurbaaniyaan jinhen qurbaaniyaan yaad aati hain unki kahaaniyaan kahaaniyaan zindagi ne jinhen chhoda maar ke maar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke kya pata kaun kab kahaan baith jaaye thak haar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke zakhmon ke nishan silte nahin silte nahin zakhmon ke nishan silte nahin yaadon ke chaman khilte nahin bichhade to phir kahin milte nahin do panchhi kabhi ik daar ke ik daar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke faisla ye humein manzoor hai faisla ye humein manzoor hai faasla ye humein manzoor hai apni manzil bahut hi door hai bahut hi door hai ruk gaye hum kisi ko pukaar ke pukaar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke iss muhabbat ke kaabil hum
aaaa na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na sa sa sari ri sa sa sa ri ri sa sa sa nisa ni sa ni sa ni sa ni sa ni sa ni sa ni ni sa dha dha dha ra ri ri ri ri ri ri ri ri ri ri re ga ri niga ni ni ni ni dha ni dha ma ga ma ga ma re re aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa thaye yashoda pund na ye khole tudit thaye yashoda pund na ye khole tudit maayeng gopal krishna chheyiung joo jhalat khelat thaye yashoda pund na ye khole tudit maayeng gopal krishna chheyiung joo jhalat khelat thaye ye yashoda taa nam taa dha nam ta dha nam taa nam dha nam ta dha nam ta dha nam taa nam taa nam taa dha nam na na na na na na na na dhim ta na na dhir dhir na na dhim ta na na dhir na re dhir na ta na na na ta na na na ta na na na na sa ni sa ni sa sa sa ni sa ga pa dha pa dha ni sa ni ga re re sa ga ni sa ni sa ni sa sa sa ni ni ni ni ni sa ni sa ni sa ni ni dha ni ga dha dha dha ni ni ni dha dha dha ni ni ni dha dha dha sa pa ga ni
tota maina ki kahaani tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gayi ho tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gayi ab hai sab ke labon par ye taaza khabar ek ladki deewani ho gayi tujhse mil ke zindagani tujhse mil ke zindagani haaye kitni suhaani ho gayi tujhse mil ke zindagani haaye kitni suhaani ho gayi milte hi nazar hua aisa asar main fakeere ki raani ho gayi tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gayi ho tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gayi kahin koi naa thaaaa door door tak hum jisko humara kehte hum jisko humara kehte tu naa milta agar sooni raah par piya hum besahaara rehte piya hum besahaara rehte aye mere humsafar chaahne waalon par aye mere humsafar chaahne waalon par waqt ki meharbaani ho gayi tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gayi ho tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gayi tu rang hai main hoon khushboo gul khilte hain apne milan se gul khilte hain apne milan se tera mukhda hai saamne mere mujhe matlab nahin
tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to door tak tanhaiyon ka door tak tanhaiyon ka silsila reh jayega tu nahin to dard ki saari tahen aur saare guzre haadse dard ki saari tahen aur saare guzre haadse sab dhuan ho jayenge ek vaquiya reh jayega tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to yun bhi hoga woh mujhe dil se bhula dega magar yun bhi hoga woh mujhe dil se bhula dega magar ye bhi hoga khud usi mein ek khala reh jaega tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to daayre inkaar ke iqraar ki sargoshiyan daayre inkaar ke iqraar ki sargoshiyan ye agar toote kabhi toh faasla reh jayega tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to
tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho aankhon mein nami hansi labon par aankhon mein nami hansi labon par kya haal hai kya dikha rahe ho kya haal hai kya dikha rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho ban jaayenge zehar peete peete ban jaayenge zehar peete peete ye ashq jo peete ja rahe ho ye ashq jo peete ja rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho jin zakhmon ko waqt bhar chala hai jin zakhmon ko waqt bhar chala hai tum kyun unhein chhede ja rahe ho tum kyun unhein chhede ja rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho rekhaaon ka khel hai muqaddar rekhaaon ka khel hai muqaddar rekhaaon se maat kha rahe ho rekhaaon se maat kha rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho
ho upar wale upar wale upar wale upar wale o upar wale tera jawaab nahin o upar wale tera jawaab nahin kab de kya de hisaab nahin upar wale tera jawaab nahin kab de kya de hisaab nahin teri meharabaniyon ka jawaab nahin upar wale tera jawaab nahin kab de kya de hisaab nahin ho upar wale taram pam jhimnak jhimnak jhimna taram pam jhimnak jhimnak jhimna o upar wale taram pam jhimnak jhimnak jhimna taram pam jhimnak jhimnak jhimna mujhko biwi kaa pyaar diya jannat jaisa gharbaar diya mujhko biwi kaa pyaar diya jannat jaisa gharbaar diya har haal mein khush rehta hai tu dariya ki tarah behta hai tu o tu nahin tum nahin aap main are do beton kaa baap main isse bada koi khitaab nahin upar wale tera jawaab nahin kab de kya de hisaab nahin ho upar wale taram pam jhimnak jhimnak jhimna taram pam jhimnak jhimnak jhimna tu ek haath se leta hai to sau haathon se deta hai tu ek haath se leta hai to sau haathon se deta hai iss dil ko diye armaan bade mujh par hain tere ehsaan
yaadon mein wo sapnon mein hai jaaye kahan dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai saanson se hoon main kaise judaa apnon ko doon main kaise bhulla yaadon mein wo sapnon mein hai jaaye kahan dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai ye phool ye kaliyaan sabhi rok rahi raahein meri ye meet ye sakhiyaan sabhi dhoond rahi nigaahein meri har mod par ek sapna khada jaana hai mushkil mera yaadon mein wo sapnon mein hai jaaye kahan dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai naina mere ansuwan bhare poochh rahe chali hai kahan behti nadi kehne lagi tera to hai yehi jahaan har mod par koi apna khada dekhoon main mudke jahan yaadon mein wo sapnon mein hai jaaye kahan dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai saanson se hoon main kaise judaa apnon ko doon main kaise bhulla yaadon mein wo sapnon mein hai jaaye kahan dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai
zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi maana agar kehnaa mera tumko wafaa aa jaayegi zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi aa aa aa aa aa aa sajdaa karoon poojaa karoon tu hi bataa kyaa karoon sajdaa karoon poojaa karoon tu hi bataa kyaa karoon lagtaa hai ye teri nazar mera dharam le jaayegi zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi maana agar kahnaa mera tumko wafaa aa jaayegi zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi rut bhi agan taptaa badan badhne lagi bekhudi rut bhi agan taptaa badan badhne lagi bekhudi ab jo gaye saari umar dil mein kasak reh jaayegi zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi maana agar kahnaa mera tumko wafaa aa jaayegi zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mero Gaam Ka Tha Baare Manthan (1976) 06:30 13682
 
Poster of Manthan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Neeti Sagar
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Preeti Sagar
On Screen Actors- 
Girish Karnad, Shabana Azmi
Duration : 06:30   Song Number : 13682   

Mitwaa More Mann Mitwaa Parinay (1974) 03:09 16287
 
Poster of Parinay (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Abhijeet Sen, Shabana Azmi
Duration : 03:09   Song Number : 16287   

Pal Bhar Mein Ye Kya Swami (1977) 05:21 21080
 
Poster of Swami (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 05:21   Song Number : 21080   

Phir Kisi Shakh Ne Libaas (1988) 04:45 12372
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 04:45   Song Number : 12372   

Phir Se Aaiyo Badra Namkeen (1982) 05:14 12409
 
Poster of Namkeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 05:14   Song Number : 12409   

Piya Baaj Pyala Piya Jaye Na Nishant (1975) 03:45 18438
 
Poster of Nishant (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Preeti Sagar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah
Duration : 03:45   Song Number : 18438   

Pyaar Ka Bandhan Khel Khilari Ka (1977) 04:44 18290
 
Poster of Khel Khilari Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Kumar, Shabana Azmi
Duration : 04:44   Song Number : 18290   

Raah Pe Rehte Hain Namkeen (1982) 04:53 21148
 
Poster of Namkeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:53   Song Number : 21148   

Shakti De Maa Ashanti (1982) 04:21 32822
 
Poster of Ashanti (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 04:21   Song Number : 32822   

Sili Hawaa Chhoo Gayi Libaas (1988) 05:43 21241
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah
Duration : 05:43   Song Number : 21241   

Tedhe Medhe Oonche Raaste Pyar Ke (1982) 04:50 38786
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Rekha
Duration : 04:50   Song Number : 38786   

Thaye Yashoda Undan Morning Raga (2004) 05:54 17551
 
Poster of Morning Raga (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Music Director- 
Mani Sharma
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Prakash, Perizaad Zorabian
Duration : 05:54   Song Number : 17551   

Tota Maina Ki Kahaani Fakira (1976) 05:37 21321
 
Poster of Fakira (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Shashi Kapoor
Duration : 05:37   Song Number : 21321   

Tu Nahin To Zindagi Arth (1982) 05:25 32821
 
Poster of Arth (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Siddique
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Chitra Singh
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Shabana Azmi
Duration : 05:25   Song Number : 32821   

Tum Itna Jo Arth (1982) 05:48 21359
 
Poster of Arth (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Shabana Azmi
Duration : 05:48   Song Number : 21359   

Upar Wale Tera Jawab Avtaar (1983) 06:22 36197
 
Poster of Avtaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 06:22   Song Number : 36197   

Yaadon Mein Wo Sapnon Mein Hai Jaaye Kahan Swami (1977) 04:29 14308
 
Poster of Swami (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Vikram, Girish Karnad
Duration : 04:29   Song Number : 14308   

Zid Na Karo Ab (Male) Lahu Ke Do Rang (1979) 04:28 13577
 
Poster of Lahu Ke Do Rang (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Shabana Azmi
Duration : 04:28   Song Number : 13577   
Karaoke Songs of shabana azmi, Sad Songs of shabana azmi, Love Songs of shabana azmi, Dance Songs of shabana azmi, Hip-hop songs of shabana azmi, Best songs of shabana azmi, Super hit songs of shabana azmi, hit songs of shabana azmi, duet songs of shabana azmi, solo songs of shabana azmi, old songs of shabana azmi, famous songs of shabana azmi, Hindi Karaoke Songs of shabana azmi, Hindi Sad Songs of shabana azmi, Hindi Love Songs of shabana azmi, Hindi Dance Songs of shabana azmi, Hindi Hip-hop songs of shabana azmi, best Hindi songs of shabana azmi, super hit Hindi songs of shabana azmi, hit Hindi songs of shabana azmi, duet Hindi songs of shabana azmi, solo Hindi songs of shabana azmi, old Hindi songs of shabana azmi, famous Hindi songs of shabana azmi, Sing Along Songs of shabana azmi, Sing Along Sad Songs of shabana azmi, Sing Along Love Songs of shabana azmi, Sing Along Dance Songs of shabana azmi, Sing Along Hip-hop songs of shabana azmi, Sing Along Best songs of shabana azmi, Sing Along Super hit songs of shabana azmi, Sing Along hit songs of shabana azmi, Sing Along duet songs of shabana azmi, Sing Along solo songs of shabana azmi, Sing Along old songs of shabana azmi, Sing Along famous songs of shabana azmi